Tauba Re Tauba Lyrics - Asha Bhosle, Mohammad Salamat

Tauba Re Tauba lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammad Salamat from Hathyar: Face To Face With Reality (2002). The music of Tauba Re Tauba Dance track is composed by Anand Raj Anand while the lyrics are penned by Dev Kohli.

Tauba maine tauba maine ki tauba
Haye mere rama
Yaha waha dole mara ji
Ji dole haye mere rama

Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi mar gayi re
Mai to ma rgayi sawariya
Prem rog mujhko lagana re sajna na re na
Na na re na
Ho dil pe mere gira na bijuriya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Thamba re thamba thamba

bharatlyrics.com

Ho tune jadu kar diya aise
Dil pe kabu kar liya jaise
Tune jadu kar diya aise
Dil pe kabu kar liya jaise
Kho gayi re khwabo me kho gayi
Ho gayi re maito teri ho gayi
Tere nam ki odhi chunariya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi mar gayi re
Mai to mar gayi sawariya
Thamba re thamba thamba re

Ek to juban ki angadayi
Uspe nagan si tanhayi
Ek to juban ki angadayi
Uspe nagan si tanhayi
Aja jara ana meri baho me ana
Tujhko sikha dunga dil ka lagana
Bhul hi jao na nagar ki dagariya
Thamba re thamba rok tikhi najriya are re
Mar gayi re mar mar gayi mar gayi re
Mai to mar gayi sawariya
Prem rog mujhko lagana re sajna na re na
Na na re na
Ho dil pe mere gira na bijuriya
Thamba re thamba rok tikhi najriya
Mar gayi re mar gayi
Mai to mar gayi sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya
Wallo re nakua ho wallo re rama sawariya.

Tauba Re Tauba Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download