Tere Mere Pyar Ki Lyrics - Kavita Krishnamurthy

Tere Mere Pyar Ki lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy from Banjaran (1991). The music of Tere Mere Pyar Ki Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Pas mere sab teri nishaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Woh mohabbat wahi jawaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi

Dard ki purvayi, gam ki yeh parchhayi
Dard ki purvayi, gam ki yeh parchhayi,
Pyar ki yeh rusvayi pyar ki rusvayi
Ek jan kitni pareshaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi

bharatlyrics.com

Meherban hai rab bada,
Mein agar mangu duwa
Meherban hai rab bada,
Mein agar mangu duwa,
Rabse mangu aur kya
Rabse mangu aur kya
Usake pas sab meherbaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi

Bediya hain panv mein,
Gham ke seharayo mein
Bediya hain panv mein,
Gham ke seharayo mein,
Dard ke inn dariyayo mein
Dard ke inn dariyayo mein
Aansuyo ki raat din rawaniya hain
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Pas mere sab teri nishaniya hain,
Tu nahi tu nahi
Tere mere pyar ki kahaniya hain,
Tu nahi tu nahi.

Tere Mere Pyar Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download