Tere Naam Kar Diya Lyrics - Senjuti Das

Tere Naam Kar Diya

LYRICS OF TERE NAAM KAR DIYA: The song is sung by Senjuti Das from Zee Music Company. TERE NAAM KAR DIYA is a Love song, composed by Emraan-Wasim, with lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar).

Tere Naam Kar Diya Song Lyrics

Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya

bharatlyrics.com

Main kya bataun kya main chupaun
Main kya bataun kya main chupaun
Jo bhi karna tha usne shareaam kar diya

Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya
Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya

Nindiya ye bhaage naina meri jaage
Jabse bandhe hain tujhse ye dhaage
Nindiya ye bhaage naina meri jaage
Jabse bandhe hain tujhse ye dhaage

Ishq tera kheenche choota jag peeche
Tere sang abb toh chalna hai aage
Tuney bechain itna subah shaam kardiya

Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya
Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya

Main kya bataun kya main chupaun
Main kya bataun kya main chupaun
Jo bhi karna tha usne shareaam kar diya

Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya
Dil ne mere aaj ek kaam kar diya
Bina pooche khud ko tere naam kar diya

Tere Naam Kar Diya Lyrics PDF Download
Print PDF      PDF Download

Leave a Reply