Tere Qareeb Rahun Ya Lyrics - Chandan Dass

Tere Qareeb Rahun Ya lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Inayat (1991). The music of Tere Qareeb Rahun Ya Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by Iftikhar Imam Siddiqi.

Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main

Main jaanta hoon
Woh rakhta hain chahte kitani
Main jaanta hoon
Woh rakhta hain chahte kitani
Magar yeh baat use
Kis tarah bataun main
Magar yeh baat use
Kis tarah bataun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main

Jo chup raha to wo samjega
Badgumaan mujhe
Jo chup raha to wo samjega
Badgumaan mujhe
Bura bhala hi sahi
Kuch to bol aaun main
Bura bhala hi sahi
Kuch to bol aaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun ya
Ke door jaaun main
Tere qareeb rahun ya
Ke door jaaun main

Phir uske baad talukh
Mein faasle honge
Phir uske baad talukh
Mein faasle honge
Mujhe sambhal ke rakhana
Bichhad na jaaun main
Mujhe sambhal ke rakhana
Bichhad na jaaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main

bharatlyrics.com

Mohabbato ki parakh ka
Yahin to rasta hain
Mohabbato ki parakh ka
Yahin to rasta hain
Teri talaash mein nikalun
Tujhe na paaun main
Teri talaash mein nikalun
Tujhe na paaun main
Hain dil ka ek hi aalam
Tujhi ko chahun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main
Tere qareeb rahun
Ya ke door jaaun main.

Tere Qareeb Rahun Ya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tere Qareeb Rahun Ya is from the Inayat (1991).

The song Tere Qareeb Rahun Ya was sung by Chandan Dass.

The music for Tere Qareeb Rahun Ya was composed by Chandan Dass.

The lyrics for Tere Qareeb Rahun Ya were written by Iftikhar Imam Siddiqi.

The music director for Tere Qareeb Rahun Ya is Chandan Dass.

The song Tere Qareeb Rahun Ya was released under the Universal Music.

The genre of the song Tere Qareeb Rahun Ya is Ghazal.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *