Teri Khamoshi Zuban Ban Gayi Lyrics - Amit Kumar

Teri Khamoshi Zuban Ban Gayi lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Pyar Hua Chori Chori (1992). Teri Khamoshi Zuban Ban Gayi Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Teri khamoshi zuban ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi
Teri khamoshi zuban ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi
Tune mujhse kuch na kaha
Maine sab sun liya
Teri khamoshi zuban ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi

bharatlyrics.com

Rakhe jo pao dil ki zameen par
Rakhe jo pao dil ki zameen par
Tune bana di zanat yahi par
Ab yeh zameen ashmaan ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi
Teri khamoshi zuban ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi

Tujhsa haseen mera dil nahin tha
Tujhsa haseen mera dil nahin tha
Shayad main tere kabil nahin tha
Shayad main tere kabil nahin tha
Kismat magar meharban ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi

Teri khamoshi zuban ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi
Tune mujhse kuch na kaha
Maine sab sun liya
Teri khamoshi zuban ban gayi
Ek pyaar ki yeh dastaan ban gayi.

Teri Khamoshi Zuban Ban Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download