Tum Bewafa Nahin Ho Lyrics - Sadat Bin Ashraf

Tum Bewafa Nahin Ho lyrics, the song is sung by Sadat Bin Ashraf from Sadgi (2000). Tum Bewafa Nahin Ho Ghazal soundtrack was composed by Sadat Bin Ashraf with lyrics written by Sadat Bin Ashraf.

Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Kya sach hai kya hai
Joot kaho mazra hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum

Maana meri khata hai
Mera hi kusoor hai
Maana meri khata hai
Mera hi kusoor hai
Ab tumhi faisla karo
Iski saza hai kya
Ab tumhi faisla karo
Iski saza hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum

Charche the dosti ke
Kabhi apni pyaar ke
Charche the dosti ke
Kabhi apni pyaar ke
Har ek puchhta hai ke
Aakhir huaa hai kya
Har ek puchhta hai ke
Aakhir huaa hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum

Ye bholapan ye sadagi
Masoom nigahe
Ye bholapan ye sadagi
Masoom nigahe
Pagal banane wali hai
Tumko pata hai kya
Pagal banane wali hai
Tumko pata hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum

bharatlyrics.com

Pehle to na aise the
Yeh kisne sikha diya
Pehle to na aise the
Yeh kisne sikha diya
Behka diya kis ne
Tumhe keh diya hai kya
Behka diya kis ne
Tumhe keh diya hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Kya sach hai kya hai
Joot kaho mazra hai kya
Tum bewafa nahin ho
Tumhe ho gaya hai kya
Tum tum.

Tum Bewafa Nahin Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download