Tum Ko Apna Bana Liya Lyrics - Sadat Bin Ashraf

Tum Ko Apna Bana Liya lyrics, the song is sung by Sadat Bin Ashraf from Sadgi (2000). Tum Ko Apna Bana Liya Ghazal soundtrack was composed by Sadat Bin Ashraf with lyrics written by Sadat Bin Ashraf.

Tum ko apna bana liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Tum ko apna bana liya humne

Ab zaroorat nahi dawa ki humein
Ab zaroorat nahi dawa ki humein
Dard itna badha liya humne
Dard itna badha liya humne
Tum ko apna bana liya humne

bharatlyrics.com

Tum hi tum ho mere khayalo mein
Tum hi tum ho mere khayalo mein
Naksh aisa zama liya humne
Naksh aisa zama liya humne
Tum ko apna bana liya humne

Dekhi duniya ki be rukhi aesi
Dekhi duniya ki be rukhi aesi
Sabse dil ko hata liya humne
Sabse dil ko hata liya humne
Tum ko apna bana liya humne

Saari khushiya hai mere daaman mein
Saari khushiya hai mere daaman mein
Tumko jis din se paa liya humne
Tumko jis din se paa liya humne
Tum ko apna bana liya humne

Sabki sun sun ke daastane gham
Sabki sun sun ke daastane gham
Apne gham ko chhupa liya humne
Apne gham ko chhupa liya humne
Tum ko apna bana liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Apne dil mein basa liya humne
Tum ko apna bana liya humne.

Tum Ko Apna Bana Liya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download