Tumhari Bhi Jai Jai Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Tumhari Bhi Jai Jai lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Diwana (1968). Tumhari Bhi Jai Jai Masti soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Tumhari bhi jai jai hamari bhi jai jai
Na tum hare na hum hare
Tumhari bhi jai jai hamari bhi jai jai
Na tum hare na hum hare

bharatlyrics.com

Safar sath jitna tha ho hi gaya tay
Na tum hare na hum hare
Tumhari bhi jai jai hamari bhi jai jai

Yaad ke phool ko hum to apne
Dil se rahenge lagaye
Yaad ke phool ko hum to apne
Dil se rahenge lagaye
Aur tum bhi hans lena jab ye
Deewana yaad aaye
Milenge jo fir se mila de sitare
Na tum hare na hum hare
Tumhari bhi jai jai hamari bhi jai jai

Waqt kahan rukta hai to phir
Tum kaise ruk jate
Waqt kahan rukta hai to phir
Tum kaise ruk jate
Aakhir kisne chand chhua hai
Hum kyun hath badhate
Jo uss paar ho tum
To hum is kinare
Na tum hare na hum hare
Tumhari bhi jai jai hamari bhi jai jai

Tha to bahut kahne ko lekin
Ab to chup behatar hai
Tha to bahut kahne ko lekin
Ab to chup behatar hai
Ye duniya hai ek saraay, jeevan ek safar hai
Ruka bhi hai koi kisi ke pukare
Na tum hare na hum hare

Safar sath jitna tha ho hi gaya tay
Na tum hare na hum hare
Tumhari bhi jai jai hamari bhi jai jai.

Tumhari Bhi Jai Jai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tumhari Bhi Jai Jai is from the Diwana (1968).

The song Tumhari Bhi Jai Jai was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh).

The music for Tumhari Bhi Jai Jai was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The lyrics for Tumhari Bhi Jai Jai were written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

The music director for Tumhari Bhi Jai Jai is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The song Tumhari Bhi Jai Jai was released under the Saregama.

The genre of the song Tumhari Bhi Jai Jai is Masti.