Tumse Bana Mera Jeevan Lyrics - Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz

Tumse Bana Mera Jeevan lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz from Khatron Ke Khiladi (1988). Tumse Bana Mera Jeevan Love soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

bharatlyrics.com

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Main kitna khush kismat hoon
Mujhe tumhara pyar mila
Main kitni khush kismat hoon
Mujhe tumhara pyar mila

Or bhala kya mangu
Pyar mila sansar mila
Pyar mila sansar mila
Kya karne hai hire moti
Kya karna chandi sona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Maine rakha hai tumko
Is ji mein jaan bana ke
Maine rakha hai tumko
Is ji mein jaan bana ke

Rakhna tum mujhko apne
Gajare ka phool bana ke
Gajare ka phool bana ke
Mere dil mein yaado ke
Kate nahi chhubhona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona

Tumse bana mera jeevan
Sundar sapan salona
Tum mujhse kafa na hona
Kabhi mujhse juda na hona.

Tumse Bana Mera Jeevan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download