Woh Na Hoga To Kya Kami Hogi lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Inayat (1991). The music of Woh Na Hoga To Kya Kami Hogi Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by Irfan Siddique.
Woh na hoga to kya kami hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
bharatlyrics.com
Gham hi chaandi hain
Gham hi sona hain
Gham hi chaandi hain
Gham hi sona hain
Gham na hota to
Kyaa khushi hogi
Gham na hota to
Kyaa khushi hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Usko sochu usi ko chahun main
Usko sochu usi ko chahun main
Mujhse aisi bandagi hogi
Mujhse aisi bandagi hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Baat hotho pe jham gayi unke
Baat hotho pe jham gayi unke
Chuppi ye tutti to ankahin hogi
Chuppi ye tutti to ankahin hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Doob jaayegi shor mein duniya
Doob jaayegi shor mein duniya
Lafz honge khamoshi hongi
Lafz honge khamoshi hongi
Bas adhuri si zindagi hogi
Bas adhuri si zindagi hogi
Woh na hoga to kya kami hogi
Woh na hoga to kya kami hogi.