Ye Nazrana Mohabbat Ka Lyrics - Kamal Barot, Kishore Kumar

Ye Nazrana Mohabbat Ka lyrics, the song is sung by Kamal Barot, Kishore Kumar from Baghi Shahzada (1964). Ye Nazrana Mohabbat Ka Dance soundtrack was composed by Bipin Dutt with lyrics written by Noor Dewasi.

Ye nazrana mohabbat ka
Ye chehare ki mahak yaro
Are isi khushbu pe apni apni
Pyare zindagi waro ho

Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho
Mubarak ho mubarak ho
Tumhe ye pyar ka shehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho
Mubarak ho mubarak ho
Tumhe ye pyar ka shehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho

Hasrate josh me hai
Bahare hosh me hai
Muskurate hi rahi
Muskurate hi raho
Chingaro ki tarha
Chand taro ki tarha
Jagmagate hi raho
Jagmagate hi raho
Mile rahat dil ki chahat
Hai ji dildar ka chehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho
Mubarak ho mubarak ho
Tumhe ye pyar ka shehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho

Phulo ki chhav
Tale husn ki sama jale
Phulo ki chhav
Tale husn ki sama jale
Ju ju ye rat dhale
Zindagi phule phale
Ju ju ye rat dhale
Zindagi phule phale
Kayamat hai kayamat hai
Mere sarkar ka chehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho
Mubarak ho mubarak ho
Tumhe ye pyar ka shehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho

bharatlyrics.com

Doli khushiyo se saze
Yuhi shahnai baze
Ye hai arman mera
Ye hai arman mera
Mahako tum gul ki tarha
Chahko tum bulbul ki tarha
Ye hai arman mera
Ye hai arman mera

Koi dekhe koi dekhe
Sajni har ka chehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho
Mubarak ho mubarak ho
Tumhe ye pyar ka shehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho
Mubarak ho mubarak ho
Tumhe ye pyar ka shehara
Dil se dil jodke dekho
Bandishe todke dekho

Aakhir rang kuch aur hai takdir ka
Faisla hoga abhi takdir ka
Khakh me mil jayegi sari khushi
Bhasam hogi aaj teri zindagi
Zindagi teri zindagi teri zindagi
Band karo ye bakwas.

Ye Nazrana Mohabbat Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download