Ye Powder Ye Surkhiya Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Ye Powder Ye Surkhiya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Pehli Raat (1959). The music of Ye Powder Ye Surkhiya Romantic track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Ye powder ye surkiya rahi hai bijliya
Ye bambai ki naar aur vilayti singar
Are duhai hai
Bahut najar na fekiye
Jara shakl to dekhiye
Na roop hai na rang hai
Hai goriya ke sang haye duhai hai

bharatlyrics.com

Bhul kahi ghar ka pata
Ulfat me jao na
Prem nagar dil ki gali
Ek din bhi aao na
Bhul kahi ghar ka pata
Ulfat me jao na
Prem nagar dil ki gali
Ek din bhi aao na
Galiyo ke romeo tu aise na machal
Galiyo ke romeo tu aise na machal
Ye powder ye surkiya rahi hai bijliya
Ye bambai ki naar aur vilayti singar
Are duhai hai

Gore gore gaal wali
Sadke iss chal ke
Tum to yehi girne lage
Dekho sambhal ke
Gore gore gaal wali
Sadke iss chal ke
Tum to yehi girne lage
Dekho sambhal ke
Baat jara chikni thi
Dil gaya fisal
Baat jara chikni thi
Dil gaya fisal
Bahut najar na fekiye
Jara shakl to dekhiye
Na roop hai na rang hai
Hai goriya ke sang are duhai hai.

Ye Powder Ye Surkhiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download