Ye Zindagi Hain Do Char Din Ki Lyrics - Mohammed Aziz, Sapna Mukherjee

Ye Zindagi Hain Do Char Din Ki lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz, Sapna Mukherjee from Lakshmanrekha (1991). The music of Ye Zindagi Hain Do Char Din Ki Dance, Party track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Ye zindagi hain do char din ki
Ye zindagi hain do char din ki
Do char din mein har ek baat kar lo
Ye zindagi hai do char din ki
Do char din mein har ek baat kar lo

Kal ki khabar kya milna hain to phir
Kal ki khabar kya milna hain to phir
Tum aaj hi mulakat kar lo
Ye zindagi hai do char din ki

bharatlyrics.com

Dil mein na rah jaye ye dil ki baate
Dil mein na rah jaye ye dil ki baate
Thode se din hain thodi si raate
Thode se din hain thodi si raate
O dosto mauj din raat karlo
Ye zindagi hai do char din ki
Do char din mein har ek bar kar lo
Ye zindagi hai do char din ki

Aao tumhe main dil mein basa loon
Aao tumhe main dil mein basa loon
Koi kasam main sar pe utha loon
Koi kasam main sar pe utha loon
Wada koi tum mere saath kar lo
Kal ki khabar kya milna hai to phir
Tum aaj hi mulakat kar lo
Ye zindagi hai do char din ki.

Ye Zindagi Hain Do Char Din Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download