Yeh Sitam Mere Saath Lyrics - Asha Bhosle

Yeh Sitam Mere Saath lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Lakshmanrekha (1991). Yeh Sitam Mere Saath Item Numbers soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundhti phir rahi hoon uske nisha
Dhokha woh de gaya woh sab le gaya
Dhokha woh de gaya woh sab le gaya
Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundhti phir rahi hoon uske nisha
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya
Dhokha wo de gaya wo sab le gaya

bharatlyrics.com

Maine kiya uspe aitbar
Karna tha do char din intzaar
Maine kiya uspe aitbar
Karna tha do char din intzaar
Pahli nazar mein kar liya pyar
Pyar yeh pahli mulakat mein ho gaya
Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundti phir rahi hoon us bewafa ko

Inkaar ka bhi na mauka mila
Ikraar na bhi na mauka mila
Inkaar ka bhi na mauka mila
Ikraar na bhi na mauka mila
Aisa ye dila ka sauda hua
Sauda ye aise halat mein ho gaya
Yeh sitam mere saath mein ho gaya
Ho mera dil kal raat mein kho gaya
Main dhundti phir rahi hoon us bewafa ko.

Yeh Sitam Mere Saath Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download