Yeh Kaisa Nyay Tera Lyrics - Lata Mangeshkar

Yeh Kaisa Nyay Tera lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Chhoti Bahen (1959). Yeh Kaisa Nyay Tera Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera

bharatlyrics.com

Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Takdir hamse ruthi apne hue paraye
Jane kaha chale hai jane kaha se aaye
Charo taraf andhera barbadiyo ne ghera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera

Hamne na haye jana
Sukh chain kya khushi kya
Hamne na haye jana
Sukh chain kya khushi kya
Hai raat umar bhar ki andho ki jindagi kya
Dil puchta hai mera hai kaun ye lutera
Kisi ko di nigah rah chhin li
Kisi ko rah di nigah chhin li
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera
Yeh kaisa nyay tera deepak tale andhera.

 

Yeh Kaisa Nyay Tera Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download