Yeh Kaya Hua Lyrics - Shaan

Yeh Kaya Hua lyrics, the song is sung by Shaan from I M 24 (2012). Yeh Kaya Hua Romantic soundtrack was composed by Jatin Pandit with lyrics written by Rani Malik.

Yeh kya hua
Yeh kya ho gaya
Jo abhi tha
Yahin kho gaya
Is dil ki kahoon
Main kya dastan
Tu jahan main
Wahan ho gaya
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe

bharatlyrics.com

Na jane kyun teri
Yaadein chhoo jaati hain
Hey na jane kyun teri
Yaadein chhoo jaati hain
Saari duniya phoolon
Se bhar jaati hai
Zindagi yun mehak jaati hai

Yeh kya hua
Yeh kya ho gaya
Jo abhi tha
Yahin kho gaya
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe
Hona hai jo ab
Woh ho hokar rahe
Jiyunga na tere bin
Tere bin jee yeh kahe

Mere haseen khwabon
Mein koi chehra hai
Saara jahan chalta
Hai dil thehra hai
Pyaar ka yeh
Nasha hi gehra hai
Yeh kya hua
Yeh kya ho gaya
Jo abhi tha
Yahin kho gaya
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe
Hona hai jo ab
Woh hokar rahe
Jiyunga na tere
Bin jee yeh kahe.

Yeh Kaya Hua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download