Yeh Kya Hua Jane Kya Hua Lyrics - Alisha Chinai, Kumar Sanu

Yeh Kya Hua Jane Kya Hua lyrics, the song is sung by Alisha Chinai, Kumar Sanu from Yash (1996). Yeh Kya Hua Jane Kya Hua Romantic soundtrack was composed by Tabun Sutradhar with lyrics written by Rajesh Johri.

Ye kya hua jane kya hua
Rim jhim ye sawan barse
Bechain bekarar
Dil kab se milan ko tarse
Ye kya hua jane kya hua
Rim jhim ye sawan barse
Bechain bekarar
Dil kab se milan ko tarse
Hotho pe hasi khilao na jane ja

bharatlyrics.com

Bahke hue dil ke
Ye arman hai
Na da ho tum
Hum bhi to anjan hai
Thandi hawa kahti
Hai bolo na kya
Tere bina jina
Nahi sathiya
Tum ban ke nasha
Cha jao na jane ja
Ye kya hua jane kya hua
Rim jhim ye sawan barse
Bechain bekarar
Dil kab se milan ko tarse
Hotho pe hasi
Khilao na jane ja

Hum tum hai sapno
Ke ek gaw mein
Yuhi rahe hum
Dhup mein chaw mein
Ho kho gayi main
To tere khwab mein
Tuhi to hai dil ki kitab mein
Khusboo ki tarah
Lahrao na jane ja
Ye kya hua jane kya hua
Rum jhim ye sawan barse
Bechain bekarar
Dil kab se milan ko tarse
Ye kya hua jane kya hua
Rim jhim ye sawan barse
Bechain bekarar
Dil kab se milan ko tarse
Hotho pe hasi
Khilao na jane ja.

Yeh Kya Hua Jane Kya Hua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download