Yeh Kya Huwa Kya Huwa Lyrics - Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam

Yeh Kya Huwa Kya Huwa lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam from Naya Kadam (1984). Yeh Kya Huwa Kya Huwa Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Ye kya hua kya hua
Ye kya hua kya hua
Hatho ne galo ko chhua uff
Hotho ne hotho ko chhua uff
Hatho ne galo ko chhua
Hotho ne hotho ko chhua
Sharmaye mera jiya
Acha hua jo hua, acha hua jo hua
Aankho se aankho ko chhumma
Sanso ne sanso ko chhumma
Aankho se aankho ko chhumma
Sanso ne sanso ko chhumma
Prano ne prano ko chhuaa
Ye kya hua kya hua

Mere jeevan pyar ye tan par
Pyaar ki tune mohar laga di
Tujhko pata kya meri khata kya
Teri soyi preet jaga di
Man man muskaau sochu
To main gabraau
Man man muskaau sochu
To main gabraau
Dhadka diya dil mera
Acha hua jo hua
Aankho se aankho ko chhumma
Sanso ne sanso ko chhumma
Prano ne prano ko chhuaa
Ye kya hua kya hua

bharatlyrics.com

Hoth ki laali kisne chura li
Pucho to mehar apna begaana
Sapne chhup kar humne khul kar
Vahi kiya jo kare jamana
Aaino se mujhko yaad
Vo na bhul paau
Aaino se mujhko yaad
Vo na bhul paau
Ye kaisa thadapa diya
Ye kya hua kya hua
Hatho ne galo ko chhua
Hotho ne hotho ko chhua
Sharmaye mera jiya
Acha hua jo hua, acha hua jo hua
Aankho se aankho ko chhumma
Sanso ne sanso ko chhumma
Prano ne prano ko chhuaa.

Yeh Kya Huwa Kya Huwa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download