Zindagi Me Nayi Bat Hone Ko Lyrics - Aishwarya Nigam

Zindagi Me Nayi Bat Hone Ko lyrics, the song is sung by Aishwarya Nigam from Mere Khwabon Mein Jo Aaye (2009). The music of Zindagi Me Nayi Bat Hone Ko Other track is composed by Lalit Pandit while the lyrics are penned by Javed Akhtar.

Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai
Jaate huye kehate hai pal,
Shuru ho gayi nayi daastaan
Badale huye din raat hai, badala sama
Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai

bharatlyrics.com

Yeh hawaaye jo aayi hai,
Khaab aankhon mein laayi hai
Khaayishein dil mein jine ki,
Phir jagaayi hai
Phir jagaayi hai

Pyaar mein rab ko dekha hai,
Ya nigaaho ka dhoka hai
Baarishon ki jubaan se
Suna rab aisa hai, tere jaisa hai
Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai
Jaate huye kehate hai pal,
Shuru ho gayi nayi daastaan
Badale huye din raat hai, badala sama
Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai.

Zindagi Me Nayi Bat Hone Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download