Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Na-Yaab (1985). Zindagi Ne Maut Se Parda Kiya Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by Shaikh Adam Abuwala.
Mar mar ke mushafir ne basaya hain tujhe
Rookh sabse phira ke munh dikhaya hain tujhe
Kyun karna lipat ke soo tujhse aye kabra
Zindagi de ke maine paaya tujhe
Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Unko aana thaa na aaye aur yaa
Unko aana thaa na aaye aur yaa
Unko aana thaa na aaye aur yaa
Marne wala raasta dekha kiya
Marne wala raasta dekha kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Koi bhi mehfil ho jeen lagta nahi
Uski yaadon ne humein tanhaa kiya
Uski yaadon ne humein tanhaa kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
bharatlyrics.com
Thaa use kitna bichhadne ka mala
Thaa use kitna bichhadne ka mala
Thaa use kitna bichhadne ka mala
Jaate jaate woh mujhe dekha kiya
Jaate jaate woh mujhe dekha kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya
Aye kafan tune to sharminda kiya
Zindagi ne maut se parda kiya.