Zindagi Se Ulajh Ke Lyrics - Pankaj Udhas

Zindagi Se Ulajh Ke lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Lamha (2011). Zindagi Se Ulajh Ke Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by .

Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena

Bas yahi to hain ek darwaaza
Bandh hote jise nahi dekha
Bas yahi to hain ek darwaaza
Bandh hote jise nahi dekha
Huye jaana mein jab jaga na mile
Maikade mein qayam karlena
Huye jaana mein jab jaga na mile
Maikade mein qayam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena

Aye hawa aur kya sandesh doon
Jab ghuzar na sharab khaane se
Aye hawa aur kya sandesh doon
Jab ghuzar na sharab khaane se
Meri jaanib se ik pal rukkar
Maiksho ko salaam karlena
Meri jaanib se ik pal rukkar
Maiksho ko salaam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena

bharatlyrics.com

Sach to hain ki ishq ki yaaron
Koi tehzeeb hi nahi hoti
Sach to hain ki ishq ki yaaron
Koi tehzeeb hi nahi hoti
Isi basti mein kaat lena din
Kisi khunche mein saam karlena
Isi basti mein kaat lena din
Kisi khunche mein saam karlena
Yaane apne liye bhi thoda sa
Saam ka intzaam karlena
Zindagi se ulajh ke saara din
Maikasho ye bhi kaam karlena
Maikasho ye bhi kaam karlena
Maikasho ye bhi kaam karlena.

Zindagi Se Ulajh Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download