Aaiye Barishon Ka Lyrics - Pankaj Udhas

Aaiye Barishon Ka lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Na-Yaab (1985). Aaiye Barishon Ka Ghazal soundtrack was composed by Pankaj Udhas with lyrics written by Naseem Ajmeri.

Saaf kab imtehaan lete hain,
Wo to dum de ke jaan lete hain,
Zid har ek baat mein nahi achchi,
Dost ki dost maan lete hain.

Aayiye barishon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain,
In dino chaahato ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain,
In dino chaahato ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.

Kyu lagaate ho pyar par pahere,
Pyar par pahere,
Umra hain khwahishon ka mausam hain,
Umra hain khwahishon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.

bharatlyrics.com

Waqt be-waqt ghar se mat nikalo,
Ghar se mat nikalo,
Waqt be-waqt ghar se mat nikalo,
Ghar se mat nikalo,
Har gali aashiqon ka mausam hain,
Har gali aashiqon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.

Aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse
Aaj kuch maang lo nasim unse nasim unse
Aaj farmaaishon ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain,
In dino chaahato ka mausam hain,
Aayiye barishon ka mausam hain.

Aaiye Barishon Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download