Aaj Ka Din Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, Kumar Sanu

Aaj Ka Din lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, Kumar Sanu from Return Of Jewel Thief (1996). Aaj Ka Din Happy soundtrack was composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit with lyrics written by Anand Bakshi.

Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana

Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana

Aye yaar mere aisa to nahi
Humme se na ho wo koi kahi
Is mehfil mein dekho to zara
Kaise kaise chehre hai hasi
In chehro
In chehro ka dhokha nahi khana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana

bharatlyrics.com

Koi jadu sa na ho jaaye
Jo samne hai na kho jaaye
Bole ye gajar jago yaro
Dekho to zara na aa jaaye
Koi papi
Koi papi purana anjana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Ha masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab matlab
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana.

Aaj Ka Din Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aaj Ka Din is from the Return Of Jewel Thief (1996).

The song Aaj Ka Din was sung by Abhijeet Bhattacharya and Kumar Sanu.

The music for Aaj Ka Din was composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit.

The lyrics for Aaj Ka Din were written by Anand Bakshi.

The music director for Aaj Ka Din is Jatin Pandit, Lalit Pandit.

The song Aaj Ka Din was released under the Zee Records.

The genre of the song Aaj Ka Din is Happy.