Ai Nargise Mastana Lyrics - Mohammed Rafi

Ai Nargise Mastana lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Arzoo (1965). The music of Ai Nargise Mastana Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Ai nargise mastana bas
Itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Samjha hamen begana
Bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai
Ai nargise mastana

Har rahpar kataraye har
Mod par ghabaraye
Muh pher liya hai tumne
Ham jab bhi najar aaye
Muh pher liya hai tumne
Ham jab bhi najar aaye
O hamko nahi pehchana
Bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Ai nargise mastana

Ho jathe ho par ham bhi
Ban jathe ho ham dam bhi
Ai sakh ay mehkhana
Shola bhi ho shabnam bhi
Ai sakh ay mehkhana
Shola bhi ho shabnam bhi
O khali mera paimana
Bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Ai nargise mastana

bharatlyrics.com

Har rang kayamat hai
Har dhang shararat hai
Dil todke chal dena
Yeh husn ki aadat hai
Dil todke chal dena
Yeh husn ki aadat hai
O aata nahi behelaana

Bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Ai nargise mastana
Bas itani shikayat hai
Bas itani shikayat hai
Samjha hamen begana
Bas itni shikayat hai
Bas itni shikayat hai
Ai nargise mastana.

Ai Nargise Mastana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *