Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Lyrics - Lata Mangeshkar

Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Arzoo (1965). The music of Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Nigaho se chhupkar dikhao to jane
Khayalo me bhi tum na aao to jane
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Nazar aiyega nazar aiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

bharatlyrics.com

Jo dil me hai hoto pe lana bhi mushkil
Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Samajh kar zara gaur farmaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai
Na kabu me dil hai na bus me nazar hai
Jara hosh aane ke le jaiyega
Jara hosh aane ke le jaiyega
Thehar jaiyega thehar jaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab.

Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download