Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Lyrics - Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas

Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas from Aashiyan (1992). Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Ghazal soundtrack was composed by Lalit Sen, Parvez Akhtar with lyrics written by Rani Malik.

Aisa bhi ek zamana
Aata hain aashiqi mein
Aisa bhi ek zamana
Aata hain aashiqi mein
Jab maut ki tamanna
Jab maut ki tamanna
Hoti hain zindagi mein
Chhodunga mein na daaman
Aye yaar zindagi mein
Jeena bhi aashiqi mein
Jeena bhi aashiqi mein
Marna bhi aashiqi mein
Aisa bhi ek zamana
Aata hain aashiqi mein
Aisa bhi ek zamana..

bharatlyrics.com

Aankho ke jharakho se
Dekha karenge tumko
Aankho ke jharakho se
Dekha karenge tumko
Markar bhi hum to humdam
Chaaha karenge tumko
Markar bhi hum to humdam
Chaaha karenge tumko
Aansoo kubul mujhko
Aansoo kubul mujhko
Tere pyaar ki khushi mein
Chhodunga mein na
Daaman aye yaar zindagi mein
Chhodunga mein na daaman

Chahat ke phool dilbar
Janamo janam khilenge
Chahat ke phool dilbar
Janamo janam khilenge
Bichhade jo kabhi marke
Jannat mein phir milenge
Hain noor aasmaan ka
Hain noor aasmaan ka
Chahat ki chandani mein
Aisa bhi ek zamana
Aata hain aashiqi mein
Aisa bhi ek zamana
Aata hain aashiqi mein
Jab maut ki tamanna
Jab maut ki tamanna hoti hain
Zindagi mein
Chhodunga mein na daaman
Aye yaar zindagi mein.

Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download