Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Lyrics - Lata Mangeshkar

LYRICS OF AJI RUTH KAR AB KAHA JAAIYEGA: The song is recorded by Lata Mangeshkar from Hindi film Arzoo (1965), directed by Ramanand Sagar. The film stars Sadhana, Rajendra Kumar and Feroz Khan in the lead role. "Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega" is a Romantic song, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal and Shankar Singh Raghuvanshi, with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Lyrics

Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Nigaho se chhupkar dikhao to jane
Khayalo me bhi tum na aao to jane
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Aji lakh pardo mein chhup jaiyega
Nazar aiyega nazar aiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Jo dil me hai hoto pe lana bhi mushkil
Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Nazar ki zuban se samajh jaiyega
Samajh kar zara gaur farmaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab

Ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai
Na kabu me dil hai na bus me nazar hai
Jara hosh aane ke le jaiyega
Jara hosh aane ke le jaiyega
Thehar jaiyega thehar jaiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab kaha jaiyega
Jaha jaiyega hame paiyega
Aji ruth kar ab.

Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega is from the Arzoo (1965).

The song Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The lyrics for Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega were written by Hasrat Jaipuri.

The music director for Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The song Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega was released under the Saregama.

The genre of the song Aji Ruth Kar Ab Kaha Jaaiyega is Romantic.