Apani Maa Hai Lyrics - Shankar Mahadevan

Apani Maa Hai lyrics, the song is sung by Shankar Mahadevan from Vaastav: The Reality (1999). Apani Maa Hai Philosophical, Playful soundtrack was composed by Atul Ranade with lyrics written by Gautam Joglekar.

Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa
Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa
Iski mamta ke saaye mein
Ham badhate jaaye aage aage aage
Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa
Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa
Iski mamta ke saaye mein
Ham badhate jaaye aage aage aage

Apne khun pasine se
Jisne laga ke sine se
Apne khun pasine se
Jisne laga ke sine se
Hame jeevan amrit pilaaya
Hame itana kabil banaaya
Woh apani maa
Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa
Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa

Apani khushi ke sapne liye
Har saans hai jiski apne liye
Apani khushi ke sapne liye
Har saans hai jiski apne liye
Hamako jiska abhimaan hai
Jo apani sahi pehchaan hai
Woh apani maa
Apani maa apani maa hai
Duniya ki sabse achchhi maa
Apani maa apani maa hai
Duniya ki sabse achchhi maa

bharatlyrics.com

Aaj khinn dukhiyaari kyun hai maa
Aaj yun hari hari kyun hai maa
Tere aansuo ke kharepan me
Yeh kadvaahat kaise aayi
Shaayad hami hain jisne
Teri aisi haalat banaayi

Bahut huwa abb jag aaye hindustani
Muskan maa ki tujhe hai vaapas laani
Bhai bhai ke khun ka pyaasa kyun hai
Majhab ki kaisi hai yeh kapat kahaani
Mehnat aur prem ka mantra ghosh
Ik duje mein yeh jagaao hosh
Mehnat aur prem ka mantra ghosh
Ik duje mein yeh jagaao hosh
Haath jod yeh vinati kar rahi
Teri dulaari maa teri bhaarat maa
Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa
Apani maa hai duniya ki
Sabse achchhi maa.

Apani Maa Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download