Apne Khatir Jeena Hai Lyrics - Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra

Apne Khatir Jeena Hai lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor, Sudha Malhotra from Dhool Ka Phool (1959). Apne Khatir Jeena Hai Playful soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

bharatlyrics.com

Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Jinko jag ki chinta hai
Wo jag ka dukh jhelenge
Ham sadko par nachenge
Phoot patho par khelenge
Jinko jag ki chinta hai
Wo jag ka dukh jhelenge
Ham sadko par nachenge
Phoot patho par khelenge
Unko aahe bharne do
Jinko aahe bharna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Pyar ki bhiksha mangi to
Logo ne dhutkar diya
Aakhir hamne dunia ko
But ki nok se mar diya
Pyar ki biksha mangi to
Logo ne dutkar diya
Aakhir hamne dunia ko
But ki nok se mar diya
Yuhi umar gujarna thi
Yuhi umar gujarna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai

Apne jaise befikare
Or nahi si basti mein
Dunia gum me dubi hai
Hum dube hai masti me
Apne jaise befikare
Or nahi si basti mein
Dunia gum mein dubi hai
Hum dube hai masti mein
Jina hai to jina hai
Marna hai to marna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai
Apne khatir jeena hai
Apne khatir marna hai
Hone do jo hota hai
Apne ko kya karna hai.

Apne Khatir Jeena Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download