बातें तेरी Baatein Teri Lyrics - Maahi

BAATEIN TERI LYRICS is recorded by Maahi from Saregama Music label. The music of "BAATEIN TERI" song is composed by Thought Music, while the lyrics are penned by Azadd.

बातें तेरी Baatein Teri Lyrics in Hindi

बातें तेरी बैठा और सुनता जाऊ
रातें सभी तेरी बाहों में बिताऊ
आँसू तेरी आँखों से न बहाऊ
तुझको बुरी नज़रों से मैं बचाऊं

भारतलिरिक्स.कॉम

इश्क़ तो कहना आता नहीं क्योंकि
मैं कोई शायर नहीं
वादों से मुकरु या बातों से मुकरु मैं
इतना भी कायर नहीं

राहें तेरी बैठा और तकता जाऊं
बातें तेरी बैठा और सुनता जाऊं

समझदारो की ये दुनिया
हम तो ठहरे नासमझ
जी सकेंगे हम कभी ना
होके जान तुझसे अलग

इश्क़ तो कहना आता नहीं क्योंकि
मैं कोई शायर नहीं
पास मैं तेरे सदा रहूंगा
जाना मैं जायर नहीं

तेरे लिए अम्बर से तारे जाऊं
बातें तेरी बैठा और सुनता जाऊं
रातें सभी तेरी बाहों में बिताऊ

Baatein Teri Lyrics

Baatein teri betha aur sunta jau
Ratein sabhi teri bahon main bitau
Aanshu teri aankhon se na bahau
Tujhko buri nazaron se main bachau

bharatlyrics.com

Isaq to kehna aata nahi kyunki
Main koi shayar nahi
Wado se mukru ya baton se mukru main
Itna bhi qayar nahi

Rahein teri betha aur takhta jau
Baatein teri betha aur sunta jau

Samjhdaro ki ye duniya
Hum to thehre nasamajh
Jee sakenge hum kabhi na
Hoke jaan tujhse alag

Isaq to kehna aata nahi kyunki
Main koi shayar nahi
Pass main tere sada rahunga
Jana main zayar nahin

Tere liye ambar se tare lau
Baatein teri betha aur sunta jau
Ratein sabhi teri bahon main bitau

Baatein Teri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Baatein Teri is from the Saregama Music.

The song Baatein Teri was sung by Maahi.

The music for Baatein Teri was composed by Thought Music.

The lyrics for Baatein Teri were written by Azadd.

The music director for Baatein Teri is Thought Music.

The song Baatein Teri was released under the Saregama Music.

The genre of the song Baatein Teri is Playful.