Baba Ki Bitiya Hui Parayi Lyrics - Anuradha Paudwal

Baba Ki Bitiya Hui Parayi lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Mehndi (1998). Baba Ki Bitiya Hui Parayi Marriage soundtrack was composed by Babul Bose with lyrics written by Rani Malik.

Baba ki bitiya, hui parayi
Jhar jhar bahti hai asuan dhara
Kahe ko roye babul more
Chodh chali mai apna dular
Raja ho ya rank koi
Sab ne is par mani har

bharatlyrics.com

Baba ki bitiya,hu u, hui parayi
Jhar jhar bahti hai asuan dhara
Kahe ko roye babul more
Chodh chali mai apna dular

Pahle fere ka pahala vachan hai
Pahle fere ka pahala vachan hai
Mera pati parmesawar jaise

Duje fere ka duja vachan hai
Duje  fere ka pahala vachan hai
Saas sasur ma baba jaise

Tije fere ka teeja vachan hai
Main ghar ki maryada badau

Chothe fere ka chota vachan hai
Vans bi bel ko aage badau

Dholi uthi hai hui vidayi
Le ke chale hai jaan ka hath
Baba ki bitiya, hui parayi
Panchve fere ka fere ka
Panchva vachan hai
Panchve fere ka fere ka
Panchva vachan hai
Garha laxmi ka rup daru

Chhatve fere ka fere ka
Chhatva vachan hai
Chhatve fere ka fere ka
Chhatva vachan hai
Dever nanad ko bai bahan kahu main

Satve fere ka fere ka satva vachan hai
Jab bhi mari main suhaghan maru main

Sato vachan jo maine liye hai
Ram kirpa se pure karu mai
Mayake se uth ke,aa gayi dholi
Pahuch gayi hai sajna ke dawar.

Baba Ki Bitiya Hui Parayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download