Baali Umar Ko Salaam (Title) Lyrics - Kumar Sanu

Baali Umar Ko Salaam (Title) lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Baali Umar Ko Salaam (1994). The music of Baali Umar Ko Salaam (Title) Sad track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Nawab Arzoo.

Meri zindagi teri chahat ke naam
Bali umar ko salam
Meri zindagi teri chahat ke naam
Bali umar ko salam
Salam salam ho salam
Bali umar ko salam
Meri zindagi teri chahat ke naam
Bali umar ko salam

Ankho ne ankho se kiye hai jo wade
Tute kabhi na wafa ke irade
Ankho ne ankho se kiye hai jo wade
Tute kabhi na wafa ke irade
Jalade mohabbt ki shama jalade
Jalade mohabbt ki shama jalade
Baho mein din ho dhal jaye sham
Bali umar ko salam
Meri zindagi teri chahat ke naam
Bali umar ko salam
Bali umar ko salam
Bali umar ko salam

Wo dil hi kya jo manane se mane
Roke kabhi na ruke hai diwane
Wo dil hi kya jo manane se mane
Roke kabhi na ruke hai diwane
Jamane ki rasme bhla ka ye jane
Jamane ki rasme bhla ka ye jane
Ab chahe jo bhi ho anjam
Bali umar ko salam
Meri zindagi teri chahat ke naam
Bali umar ko salam
Bali umar ko salam
Bali umar ko salam

bharatlyrics.com

Pyar to mahlo se hamesha nikalke
Hasta hai pathrili raho pe chalke
Pyar to mahlo se hamesha nikalke
Hasta hai pathrili raho pe chalke
Thokar khake girke sambhal ke
Thokar khake girke sambhal ke
Leta hai bas mahebub ka naam
Bali umar ko salam
Meri zindagi teri chahat ke naam
Bali umar ko salam
Salam salam ho salam
Bali umar ko salam
Bali umar ko salam
Bali umar ko salam
Bali umar ko salam.

Baali Umar Ko Salaam (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download