Bazi Aisi Aan Phansi Lyrics - Mohammed Rafi

Bazi Aisi Aan Phansi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Insaaf (1956). The music of Bazi Aisi Aan Phansi Happy track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Anjum Jaipuri.

Bazi aisi aan phansi hai
Galat huyi har chal
Hasna mushkil rona mushkil
Bura hai apna hal
Mere maulla karishma dikha de
Mere maulla karishma dikha de
Mujhe makhi bana de
Chahe tota bana de
Ke main ud jau phur phur phur
Mere maulla karishma dikha de
Mere maulla karishma dikha de
Mujhe makhi bana de
Chahe tota bana de
Ke main ud jau phur phur phur

Phanda gale mein pada hai
Mujhe rahe rahe ke aati hai khansi
Phanda gale mein pada hai
Mujhe rah rahe ke aati hai khansi
Machhli sa tadpe kaleja
Meri aankho mein firti hai fansi
Dana pani yaha ka chhuda de
Dana pani yaha ka chhuda de
O maulla mujhe makhi bana de
Chahe tota bana de
Ke main ud jau phur phur phur
Mere maulla karishma dikha de
Mere maulla karishma dikha de
Mujhe makhi bana de
Chahe tota bana de
Ke main ud jau phur phur phur

bharatlyrics.com

Badla hai kaisa zamana
Mujhe din mein bhi dikhte hai tare
Badla hai kaisa zamana
Mujhe din mein bhi dikhte hai tare
Udti hai muh par hawaye
Gam chante mujhe aise mare
Mere dil ke yeh dhak dhak mita de
Mere dil ke yeh dhak dhak mita de
O maulla mujhe makhi bana de
Chahe tota bana de
Ke main ud jau phur phur phur
Mere maulla karishma dikha de
Mere maulla karishma dikha de
Mujhe makhi bana de
Chahe tota bana de
Ke main ud jau phur phur phur.

Bazi Aisi Aan Phansi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download