Zindagi Me Husn Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Zindagi Me Husn Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Insaaf (1956). The music of Zindagi Me Husn Hai Playful track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Zindagi me husn hai
Husn me garur hai
Ek nayi bahar hai
Ek naya suroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Zindagi me husn hai
Husn me garur hai
Ek nayi bahar hai
Ek naya suroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai

Itni sawarne lagi
Aye mere sarkar kyun
Itni sawarne lagi
Aye mere sarkar kyun
Dekhti hun aaina
Din mein kai baar kyun
Din mein kai baar kyun
Dekhti hun aaina
Din mein kai baar kyun
Din mein kai baar kyun
Kya kahu dil aa gaya
Baat kya huzoor hai
Ek nayi bahar hai
Ek naya suroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai

bharatlyrics.com

Aisi na baate karo
Ruth ke chal denge ham
Aisi na baate karo
Ruth ke chal denge ham
Dil jo kahi aaye ga
Dil ko masal denge ham
Dil ko masal denge ham
Hamko apne aap par
Naaz hai guroor hai
Ek nayi bahar hai
Ek naya suroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Zindagi me husn hai
Husn me garur hai
Ek nayi bahar hai
Ek naya suroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai
Kuchh na kuchh zaroor hai.

Zindagi Me Husn Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download