Bole Mora Kangana Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Bole Mora Kangana lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Bandish (1996). Bole Mora Kangana Romantic soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Bole mera kangna
Tere bin sajna neend nahi aati
Bole mera kangna
Tere bin sajna neend nahi aati
Hoke zuda mujhse
Tujhe kya chain aata hai
Din rat tadpta hu milne ko tarsta hoon
Din rat tadpta hu milne ko tarsta hoon
Bole mera kangna
Tere bin sajna neend nahi aati
Bole mera kangna
Tere bin sajna neend nahi aati
Hoke zuda mujhse
Tujhe kya chain aata hai
Din rat tadpta hu milne ko tarsta hoon
Din rat tadpta hu milne ko tarsta hoon

bharatlyrics.com

Tujhse mili mai deewani bani
Tu mere sapno ki rani bani
Tujhse mili mai deewani bani
Tu mere sapno ki rani bani
Aaye sanam pyar karne ke din
Ha palko tale jine marne ke din
Chhane laga prit ka ab nasha
Duniya ki rasme duniya ki kasme
Tod ke aa jana
Duniya ki rasme duniya ki kasme
Tod ke aa jana
Kya dur jake dil tera mujhe bhul jata hai
Teri yaad satati hai mujhe pas bulati hai
Teri yaad satati hai mujhe pas bulati hai

Chehare se ab aankh hatati nahi
Tere bina rat katati nahi
Chehare se ab aankh hatati nahi
Tere bina rat katati nahi
Koi bhi jane na halat meri
Pagal bana degi chahat teri
Is bekarari mein aaye maza
Dhak dhak dhadke jiya mora tadpe
Dard bada jaye
Dhak dhak dhadke jiya mora tadpe
Dard bada jaye
Ye pyar kya tujhko bhi rato ko jgata hai
Baitab se rahta hoon
Har dard main sahta hoon
Baitab se rahta hoon
Har dard main sahta hoon
Bole mera kangna
Tere bin sajna neend nahi aati
Bole mera kangna
Tere bin sajna neend nahi aati
Hoke zuda mujhse tujhe kya chain aata hai
Din rat tadpta hu milne ko tarsta hoon
Din rat tadpta hu milne ko tarsta hoon.

Bole Mora Kangana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download