Bulbul Aa Tu Bhi Lyrics - Khursheed Bano

Bulbul Aa Tu Bhi lyrics, the song is sung by Khursheed Bano from Shahenshah Babar (1944). Bulbul Aa Tu Bhi Happy soundtrack was composed by Khemchand Prakash with lyrics written by Pandit Indra Chandra.

Bulbul aa tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa

Saaz bhara hai gale mein tere
Saaz bhara hai gale mein tere
Soz bhara hai dil mein mere
Soz bhara hai dil mein mere
Gaa gaa ke tu ji bahalaye
Main kya karu tu bata
Gaa gaa ke tu ji bahalaye
Main kya karu tu bata
Tu bata bulbul aa aa
Tu bata bulbul aa aa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa

bharatlyrics.com

Jab pyar dil mein aata
Jab pyar dil mein aata
To karar dil se jata
To karar dil se jata
Sharmana jhunjhalana
Ghabrana
Sharmana jhunjhalana
Ghabrana
Ek raaz ke lakh bahaane
Phir bhi naa rahe chhupaa
Ek raaz ke lakh bahaane
Phir bhi naa rahe chhupaa
Na chhupa bulbul aa aa
Na chhupa bulbul aa aa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Bulbul aa tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa
Pyar ke gaane
Main gaau tu bhi gaa.

Bulbul Aa Tu Bhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download