Mohabbat Mein Saara Jahan Lyrics - Khursheed Bano

Mohabbat Mein Saara Jahan lyrics, the song is sung by Khursheed Bano from Shahenshah Babar (1944). Mohabbat Mein Saara Jahan Sad soundtrack was composed by Khemchand Prakash with lyrics written by Shams Lakhnavi.

Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai

Waha roshni dekhne ko hai duniya
Waha roshni dekhne ko hai duniya
Hamara yaha ashiya jal raha hai
Hamara yaha ashiya jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai

bharatlyrics.com

Jigar fuk raha hai nikalte hai aansoo
Jigar fuk raha hai nikalte hai aansoo
Barasta hai pani makan jal raha hai
Barasta hai pani makan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai.

Mohabbat Mein Saara Jahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download