Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau Lyrics - Alka Yagnik, Kishore Kumar

Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kishore Kumar from Charnon Ki Saugandh (1988). Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Chal sair gulshan ki tujhko karau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba main na aau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba na baba main na aau

Aaj ka laaj kal kitni suhani rat hoti hai
Aasma pe taro ki barat hoti hai
Barat hoti hai
Chal din mein chal din mein
Chal din mein tare main tujhko dikhau

Na baba na baba na baba main na aau
Chal din mein tare main tujhko dikhau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba na baba main na aau

Zindagi zindagi lele ke tere naam gujregi
Is tarah kaise bhala ye sham gujregi
Ye sham gujregi
Chal tujhko chal tujhko
Chal tujhko mandir mein darsan karau
Na baba na baba main na aau
Chal tujhko mandir mein darsan karau
Chal pyar karna main tujhko sikhau
Na baba na baba main na aau

bharatlyrics.com

Pyar ke do phool ye khilne nahi denge
Pyar ke do phool ye khilne nahi denge
Ye jaha wale hame milne nahi denge
Chal sath chal sath
Chal sath dariya mein main doob jau
Na baba na baba main na aau
Chal sath dariya mein main dub jau
Na baba na baba main na aau
Na baba na baba main na aau
Chal sair gulshan ki tujhko karau
Na baba ha baba na baba ha baba
Na baba na baba main na aau.a

Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karau Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download