Chand Jaisa Badan Lyrics - Mohammed Rafi

Chand Jaisa Badan lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Rustom-E-Baghdad (1963). The music of Chand Jaisa Badan Happy track is composed by Datta Naik while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Chand jaisa badan
Phul sa pahran
Jane kitne dino pe
Sitam dhayega
Aaj kal tum qayamat
Se kuch kam nahi
Jo bhi dekhega deewana
Ho jayega
Aaj kal tum qayamat
Se kuch kam nahi

Rukh pe zulfen
Yu na uljhan mein
Dalo khuda ke liye
Dil ki deewangi aur
Badh jayegi
Dil ki deewangi aur
Badh jayegi
Ishq kuch aur
Gustakh ho jayega
Aaj kal tum qayamat
Se kuch kam nahi
Jo bhi dekhega deewana
Ho jayega
Chand jaisa badan
Phul sa pahran

bharatlyrics.com

Berukhi ka asar kuch
Na hoga yaha
Man jao na lo is
Kadar imtiha
Apni rushwaio ka
Hume dar nahi
Apni rushwaio ka
Hume dar nahi
Soch lo tum pe
Ilzam aa jayega
Aaj kal tum qayamat
Se kuch kam nahi
Jo bhi dekhega deewana
Ho jayega
Chand jaisa badan
Phul sa pahran

Rang kyu ud gaya dil
Pe kyu hath hai
Dil lagaya to darne
Ki kya baat hai
Muskura kar zara
Ek nazar dekh le
Muskura kar zara
Ek nazar dekh le
Chalte chalte zamana
Thahar jayega
Aaj kal tum qayamat
Se kuh kam nahi
Jo bhi dekhega deewana
Ho jayega
Chand jaisa badan
Phul sa pahran
Jane kitne dino pe
Sitam dhayega
Chand jaisa badan
Phul sa pahran.

Chand Jaisa Badan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download