Chand Ke Par Chalo (Title) Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Chand Ke Par Chalo (Title) lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Chand Ke Paar Chalo (2006). The music of Chand Ke Par Chalo (Title) Happy track is composed by Vishnu Narayan while the lyrics are penned by Rishi Azad.

Bharosa kar lo tum
Sath nibhaunga
Sitaro ki duniya mein
Tumko ley jaunga
Kar lo mera aitbar chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Bharosa kar lo tum
Sath nibhaunga
Sitaro ki duniya mein
Tumko ley jaunga
Kar lo mera aitbar chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Sun ri sakhi aisi
Kyon hai soyi
Sun ri sakhi aisi
Kyon hai soyi
Tujhe jana hain
Tujhe jana hain
Tujhe jana hain
Chand ke par
Dekh soch nahin
Dekh soch nahin

Koyi kahega majnu
Koyi kahega deewana
Koyi kahega majnu
Koyi kahega deevana
Jab yeh sunega hamko
Chand ke par hain jana
Aise bana kar bate
Bat ko tum naa talon
Samjho mere chalne
Kaa rasta koyi nikalo
Mano meri bas ek bar chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo

bharatlyrics.com

Chhodke ham apano ko
Sapno mein kyon jaye
Chhodke ham apano ko
Sapno mein kyon jaye
Unn sapno kaa kya hain
Jo apne naa ho paye
Bas tumko chalna
Hain baat yeh sahi hain
Dekho tumhari manzil
Rasta dekh rahi hain
Sabko hain tumhara intzaar chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Bharosa kar lo tum
Sath nibhaunga
Sitaro ki duniya mein
Tumko ley jaunga
Kar lo mera aitbar chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo
Chand ke par chalo.

Chand Ke Par Chalo (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download