Chhora Fisal Gaya Lyrics - Alka Yagnik, Udit Narayan

Chhora Fisal Gaya lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan from Bandhan (1998). The music of Chhora Fisal Gaya Happy track is composed by Anand Raj Anand, Himesh Reshammiya while the lyrics are penned by Sudhakar Sharma.

Jab se dekha hai
Tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere
Dil ki dhadkan dhadkan
Jab se dekha hai
Tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere
Dil ki dhadkan dhadkan
Main tha sharmila
Main tha sharmila
Par jaane kab aur kyu
Kaise teri har ada par yeh
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya
Jab se dekha hai
Tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere
Dil ki dhadkan dhadkan
Main thi sharmila
Main thi sharmila
Par jaane kab aur kyu
Kaise teri har ada par yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi

bharatlyrics.com

Na na karte karte
Main ikraar kar baitha
Tu jeeti main aakhir
Tujhse pyar kar baitha
Na na karte karte
Main ikraar kar baitha
Tu jeeti main aakhir
Tujhse pyar kar baitha
Dekh ke tere yeh solah
Singhaar hai o chhori
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya
Jab se dekha hai
Tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere
Dil ki dhadkan dhadkan
Main thi sharmila
Main thi sharmila
Par jaane kab aur kyu
Kaise teri har ada par yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi

Kitna pyar tumhe karte hai
Hamne aaj yeh jaana
Bhool ke duniya ka darr
Hamne tumko saajan maana
Kitna pyar tumhe karte hai
Hamne aaj yeh jaana
Bhool ke duniya ka darr
Hamne tumko saajan maana
Tere pyar mein ho gayi paagal
Haai o mere chhore yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi
Jab se dekha hai
Tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere dil
Ki dhadkan dhadkan
Main tha sharmila
Main tha sharmila
Par jaane kab aur kyu
Kaise teri har ada par yeh
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya
Jab se dekha hai
Tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere
Dil ki dhadkan dhadkan
Main thi sharmila
Main thi sharmila
Par jaane kab aur kyu
Kaise teri har ada par yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya.

Chhora Fisal Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download