Dekhenge Dekhenge Lyrics - Amit Kumar

Dekhenge Dekhenge lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Trinetra (1991). Dekhenge Dekhenge soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Dekhenge dekhenge
Jo bhi dikhlaogi
Isme kya humari hain khata

Dekhenge dekhenge
Jo bhi dikhlaogi
Isme kya humari hain khata
Raho mein chhedenge
Jo na sharmaogi
Yu na humko guro dilruba

Tumse kya hain vasta
Chhod do humara rasta

Dekhenge dekhenge
Jo bhi dikhlaogi
Isme kya humari hain khata
Raho mein chhedenge
Jo na sharmaogi

Yun na humko guro dilruba
Kam se kam vasta
Chhod do humara rasta

bharatlyrics.com

Chehra rangaya hain
Fashion ke rango se
Khushboo kya aati hain
In gore ango se

Chehra rangaya hain
Fashion ke rango se
Khushboo kya aati hain
In gore ango se

Sukhe se gaalo pe hain
Chhayi haryali
Asli mein hi hain inke
Hotho ki ye lali
Jane khata le legi jaan
Jao na yu aao yaha

Iss romiyo ko chalo
Ji aisa sabak shikhaye
Bhula hua hai ye rasta
Ise raste pe la de

Dekhenge dekhenge
Jo bhi dikhlaogi
Isme kya humari hai khata

Tumse kya vasta
Chhod do na rasta
Tumse kya vasta
Chhod do na rasta

Dekhenge dekhenge
Jo bhi dikhlaogi
Isme kya humari hai khata

Kapada gatati hain
Paise bachati hain
Saare jamane ko jalava
Dikhati hain
Kapada gatati hain
Paise bachati hain
Saare jamane ko jalava
Dikhati hain

Upar se kapada
Gat ta hi jaye
Niche se kapada
Kat ta hi jaye
Kuchh na sharam
Lafda na ho
Tan pe ek din kapada na ho

Sharmo haya ke
Gungat tale na ghu
Ghut ke hai jeena marna
Dil jo kahega hum vo karenge
Duniya se kaisa hain darna

Dekhenge dekhenge
Jo bhi dikhlaogi
Isme kya humari hain khata
Raho mein chhedenge
Jo na sharmaogi

Yu na humko guro dilruba
Tumse kya hain vasta
Chhod do humara rasta

Dekhenge dekhenge
Jo bhi dikhlaogi
Isme kya humari hain khata
Raho mein chhedenge
Jo na sharmaogi.

Dekhenge Dekhenge Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download