Dekho Zara Dekho Lyrics - Alka Yagnik, Kumar Sanu

Dekho Zara Dekho lyrics, the song is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu from Ghar Ka Kanoon (1995). The music of Dekho Zara Dekho Romantic track is composed by Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta while the lyrics are penned by .

Ae ho ae ho
Dekho zara dekho
Dekho zara dekho
Hua haal bura dekho
Dekho zara dekho
Hua haal bura dekho
Tujhe dekhte hi
Haal bura hota hai
Tujhe dekhte hi
Haal bura hota hai
Na jaane kyu yahi pe yahi pe
Kuch kuch kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Are kya hota hai
Bolo kya hota hai
Are kya hota hai
Bolo kya hota hai
Bolo na bolo na kya
Kuch kuch hota hai
Kya kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Yahi pe hota hai

bharatlyrics.com

Are yahi pe to tumhara dil hai
Yahi pe to tumhara dil hai
Dil ka rog mitana bada muskil hai
Dil ka rog mitana bada muskil hai
Karo ilaaj dil ka rog bura hota hai
Karo ilaaj dil ka rog bura hota hai
Ilaaj karne wala
Apna hi dil khota hai
Ilaaj karne wala
Apna hi dil khota hai
Magar aisa kyu hota hai
Nahi malum mujhe
Yahi pe yahi pe
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Yahi pe hota hai
Kuch kuch hota hai

Suno jee dil ki baat sun lo
Suno jee dil ki baat sun lo
Dil kehta hai koi
Mann ka meet chun lo
Dil kehta hai koi
Mann ka meet chun lo
Tumhi bata do mann ka
Meet kaisa hota hai
Tumhi bata do mann ka
Meet kaisa hota hai
Dil se dil mila ke
Preet ke sang hota hai
Dil se dil mila ke
Preet ke sang hota hai
Magar aisa kyu hota hai
Nahi malum mujhe
Jaane kyu mujhe bhi
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch hota hai
Yahi pe hota hai
Kuch kuch hota hai
Kuch kuch kuch kuch
Kuch kuch hota hai to pyar hota hai
Kuch kuch hota hai to pyar hota hai
Kuch kuch hota hai to pyar hota hai
Kuch kuch hota hai to pyar hota hai.

Dekho Zara Dekho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download