Dil Deewana Mane Na Lyrics - Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)

Dil Deewana Mane Na lyrics, the song is sung by Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima) from Janam Kundli (1995). Dil Deewana Mane Na Masti soundtrack was composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav with lyrics written by Sameer.

Dil deewana maane na
Jane na kuch jane na
Dil deewana maane na
Jane na kuch jane na
Ab kahi bhi aaye na karar
Ho gaya hai mujhko tujhse pyar
Ab kahi bhi aaye na karar
Ho gaya hain mujhko tujhse pyar
Tu dhadkan pahchane na

Dil deewana maane na
Jane na kuch jane na
Dil deewana maane na
Jane na kuch jane na
Ab kahi bhi aaye na karar
Ho gaya hain mujhko tujhse pyar
Ab kahi bhi aaye na karar
Ho gaya hain mujhko tujhse pyar
Tu dhadkan pahchane na
Dil deewana maane na
Jaane na kuch jaane na
Dil deewana maane na
Jaane na kuch jaane na

bharatlyrics.com

Gesuo ki uljhane aa jara sawar du
Mai tere khyal ko husn ki bahar du
Gesuo ki uljhane aa jara sawar du
Mai tere khyal ko husn ki bahar du
Meri jaane jana main hua deewana
Mujhpe ishq ka nasha chane laga
Meri zindgani sunke ye kahani
Mujhko to bada maza aane laga
Dil deewana maane na
Jaane na kuch jaane na
Dil deewana maane na
Jaane na kuch jaane na

Kya ajib hal hai
Dard besukun hai
Aur kuch nahi sanam
Pyar ka junun hain
Kya azib hal hain
Dard besukun hain
Aur kuch nahi sanam
Pyar ka junoon hain
Kaise main chupau aa tujhe batau
Pahle jo hua na wo hone laga
Sari dasta ko bhul ke jaha ko
Main bhi teri yaad mein khone laga
Dil deewana maane na
Jaane na kuch jane na
Dil deewana maane na
Jaane naa kuch jane na
Ab kahi bhi aaye na karar
Ho gaya hain mujhko tujhse pyar
Ab kahi bhi aaye na karar
Ho gaya hain mujhko tujhse pyar
Tu dhadkan pahchane na
Dil deewana maane na
Jane na kuch jaane na
Dil deewana maane na
Jaane na kuch jaane na.

Dil Deewana Mane Na Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download