Dil Diya Daulat Ko Lyrics - Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish

Dil Diya Daulat Ko lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shiv Dayal Batish from Bhagam Bhag (1956). Dil Diya Daulat Ko Funny soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Dil diya daulat ko ai
Insaan tune kya kiya
Bhul baitha pyaar ko
Nadan tune kya kiya
Aa aa aa aa

bharatlyrics.com

Aankhon ko mila
Yaar se aa aa aa aa
Aankhon ko mila
Yaar se pine ka maja le
Aankhon ko mila
Yaar se pine ka maja le

Are mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le

Daulat ki hawas chhod
Kahin pyaar mein kho ja
Aur jalawo ki barsaat
Mein hasti ko dubo ja phir
Are phir jhum ke ha

Phir jhum ke saawan
Ke mahine ka maja le
Phir jhum ke saawan
Ke mahine ka maja le
Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le

Gaafil kabhi paise
Ke tu najdik na jaana
Khanjar hai yeh khanjar
Ko gale se na lagaana
Yeh jindagi do din ki hai
Yeh jindagi do din ki
Hai jine ka maja le
Yeh jindagi do din ki
Hai jine ka maja le

Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le

Daulat se chala pyaas
Bujhaane tu jigar ki
Daulat se chala pyaas
Bujhaane tu jigar ki

Beh ja kahin maujon
Mein kisi mast najar ki
Pyaasa hai toh iss
Mauj se ha aa aa aa aa
Are pyaasa hai toh
Iss mauj se pine ka maja le
Pyaasa hai toh iss
Mauj se pine ka maja le
Mitkar kisi dildaar
Pe jine ka maja le

Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le
Aankhon ko mila yaar
Se pine ka maja le.

Dil Diya Daulat Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download