Tere Tire Nazar Ka Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Tere Tire Nazar Ka lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Bhagam Bhag (1956). The music of Tere Tire Nazar Ka Masti track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Tere tire nazar ka
Balam dil nishana huwa
Teri meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa

Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa
Tujhko dil me basaye huye
Ek jamana huwa

Balama teri nazar se nazar jo mili
Phul banane lagi mere dil ki kali
Balama teri nazar se nazar jo mili
Phul banane lagi mere dil ki kali

Tum jo hamse mile
Shikawe dil ke chale
Lab se niakli sada
Teri meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa

Kuchh naa apni khabar
Hai naa dil kaa pata
Teri bato ne kaisa
Yeh jadu kiya
Kuchh naa apni khabar
Hai naa dil kaa pata
Teri bato ne kaisa
Yeh jadu kiya

Dal kar ek nazar
Chhina meraa jigar
Tune o dilruba
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa
Tere tire nazar kaa
Balam dil nishana huwa

Mil gaye ho toh phir
Abb naa hona juda
Meri sanso me aa
Mere dil me sama
Mil gaye ho toh phir
Abb naa hona juda
Meri sanso me aa
Mere dil me sama

Koyi hamse sune ha
Yeh kya chij hai
Teri jalim ada teri
Meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa

bharatlyrics.com

Jhumata hu tera jame ulfat piye
Bhul baitha jamane ko tere liye
Jhumata hu tera jame ulfat piye
Bhul baitha jamane ko tere liye

Bhulana naa mujhe
Abb deewane ko hai
Ek tera aasara
Naam sunate hi tera
Sanaam mai deewana huwa
Tujhko dil me basaye
Huye ek jamana huwa

Tere tire nazar ka
Balam dil nishana huwa
Teri meri mohabbat kaa
Aaj ek fasana huwa.

Tere Tire Nazar Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download