Dil Ka Khazana Khol Diya Lyrics - Asha Bhosle

Dil Ka Khazana Khol Diya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Aandhiyan (1952). Dil Ka Khazana Khol Diya Happy soundtrack was composed by Ali Akbar Khan with lyrics written by Pandit Narendra Sharma.

Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya
Khushiy alutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kahe do kahe do kali se,
Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar ka sandesha

Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar, nayi bahar
Nayi bahar, nayi bahar ka sandesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha

bharatlyrics.com

Bagiya khushi ki phuli hai
Main phuli nahi samayi
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka

Kadmo mein kaliya bichhati hun
Tum in ko phul bana lena
Tum in ko phul bana lena
Adhuri kisi ki aasha ka
Tum apana bana ke khila lena

Tum dulhan bankar aaogi
Tum dulhan bankar aaogi
Main tumhe bulane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya, dil ka.

Dil Ka Khazana Khol Diya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download