Dil Rota Hai Baar Baar Lyrics - Sonu Nigam

Dil Rota Hai Baar Baar lyrics, the song is sung by Sonu Nigam from Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo (2004). The music of Dil Rota Hai Baar Baar Sad track is composed by Anu Malik while the lyrics are penned by Sameer.

Aa…. Aa…. Aa…. Aa….

bharatlyrics.com

Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa…. Aa…. Aa….
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Har ghadi bas teraa main
Aa.. Aa…. Aa
Har ghadi bas teraa main, raastaa dekhtaa hoon
Aa.. Aa…. Aa
Jeenaa hai mushkil teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein

Aa…. Aa…. Aa.., hun.. Hun.. Hun
Kaise bhalaa bhuloon sanam, vo khushnumaa chaahat ke din
Aa…. Aa…. Aa..
Kyaa chaandni kyaa aashiyaan, viraan hai sab tere bin
Sirf tanhaaiyaan hain
Aa…. Aa…. Aa
Sirf tanhaaiyaan hain, gham ki parchhaaiyaan hain
Aa…. Aa…. Aa
Aur kuchh nahin hai teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…. Aa…..

Dil Rota Hai Baar Baar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download