Dil Yeh Kahe Pyar Lyrics - Alka Yagnik

Dil Yeh Kahe Pyar lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Saazish (1998). The music of Dil Yeh Kahe Pyar Romantic track is composed by Jatin Pandit, Lalit Pandit while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri, Israr Ansari, Vinoo Mahendra.

Dil yeh kahe pyar hone laga hai
Aane lagi hai saram
Dil yeh kahe pyar hone laga hai
Aane lagi hai saram
Dil machalne laga dil dhadkane laga
Sanse hone lagi hai garam
Dil yeh kahe pyar hone laga hai
Aane lagi hai saram
Haan aane lagi hai saram

Main chahti hoon tu bekhabar hai
Tu aaye jaaye tujhpe nazar hai
Haan main chahti hoon tu bekhabar hai
Tu aaye jaaye tujhpe nazar hai
Haal kaise kahu chup bhi kaise rahu
Main to yaado mein dubi rahu
Dil yeh kahe pyar hone laga hai
Aane lagi hai saram
Haan aane lagi hai saram

bharatlyrics.com

Khushi ka yeh aalam
Haye tauba tauba
Mohabbat ka mausam
Haye tauba tauba
Haan khushi ka yeh aalam
Haye tauba tauba
Mohabbat ka mausam
Haye tauba tauba
Meri raahe bhi tu meri manzil bhi tu
Mere dil ki har ek aarzoo
Dil yeh kahe pyar hone laga hai
Aane lagi hai saram
Dil yeh kahe pyar hone laga hai
Aane lagi hai saram
Dil machalne laga dil dhadkane laga
Sanse hone lagi hai garam
Dil yeh kahe pyar hone laga hai
Aane lagi hai saram
Haan aane lagi hai saram
Haan aane lagi hai saram.

Dil Yeh Kahe Pyar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *