Dilwale Dilgir Hua Kya Lyrics - Dhananjay Bhattacharya

Dilwale Dilgir Hua Kya lyrics, the song is sung by Dhananjay Bhattacharya from Yatrik (1952). The music of Dilwale Dilgir Hua Kya Philosophical track is composed by Pankaj Mullick while the lyrics are penned by Pandit Bhushan.

O o o dilwale
Dilgir hua aa aa aa
Kya kya soch raha
Hai ae ae tu dilwale
Dilgir hua kya
Soch raha hai tu
Soch raha hai tu
Sukh aur dukh ko
Samajh baraabar
Dheeraj tu dheeraj
Dhar sadhu
Kyun soch raha
Kyun soch raha
Kya soch raha hai tu
Dilwaale dilgir hua kya
Soch raha hai tu

Khoti duniya bhale burey ki
Kar na sake pehchhan
Gyaanwan par keech uchhale
Murakh ko de maan
Murakh ko de maan
Tu apmaan ko
Maan samajhkar
Ponchh daal aansu
Kyun soch raha
Kyun soch raha
Kya soch raha hai tu
Dilwaale dilgir hua kya
Soch raha hai tu

bharatlyrics.com

Hansi khushi aur
Rona dhona
Jag ke jhuthe khel
Jag ke jhuthe khel
Tan man mein jo basa hai
Tan man mein jo basa hai
Sabke badha tu us se mel
Badha ke us se mel
Sadhu man par paa kaabu
Sadhu man par paa kaabu
Kyun soch raha
Kyun soch raha
Kya soch raha hai tu
Kya soch raha hai tu.

Dilwale Dilgir Hua Kya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download